Qatra qatra Baha mera lahoo jaise sasta mera
Jism ke chaar daam laga ke rooh nikli hasta mera
*********
Khwaboo ka muqammal na hona takdeer ka kasoor kaise
Haqeeqat ka saamna karna hi tabaahi ka ujaala hai Jaise
**************
Maine tapte sooraj se bachna seekha hai
Mere lafzo ne taqraar se jeetna seekha hai
Maine zindagi se takleef ko hassi main badalna seekha hai
Meri parchaayi ne mujse hi udna seekha hai …
************************
0 Comments